fibroid uterus.
Discussion in 'All Categories' started by POOJA SINGH - Nov 7th, 2015 2:05 pm.
POOJA SINGH
POOJA SINGH
fibroid in uterus 44 mm hai in size 2 year ho gaya hai baby bhi nahi hai mai opertion nahi chahti Kya ya sirf medicine sa thek nahi ho skta
re: fibroid uterus. by Dr Nidhi - Nov 14th, 2015 9:46 pm
#1
Dr Nidhi
Dr Nidhi
Dear Mrs Singh

Fibroid ke ilaj me ye janna jaruri hai ki fibroid kahan par hai. Fibroid bachedani ke upar bhi ho sakta hai aur uske andar bhi ho sakta hai. Agar ye rasoli uyerus ke under hai tab to use nikalna ati awashyak hai, par agar bachedani ke bahari hisse me hai to chinta karne ki abhi awashyakta nahi hai. Aapke case me bacha nahi hone ka karan fibroid nahi lag raha hai. Aapko apne tube aur hormone ka bhi test karana chahiye. Kripya kisi gynecologist se milen ya phir aap hamare hospital me sare report ke saath ayen. Fibroid jise rasoli bhi kahte haim usko nikalne ke liye laparoscopic surgery ek kargar upay hai. Aapko agar jarurat ho to World Laparoscopy Hospital me Fibroid ya rasoli ka laparoscopic surgery athwa robotic surgery se surgery ki byavastha hai.

With regard

Nidhi
re: fibroid uterus. by Neha Singh - Jun 24th, 2020 5:26 pm
#2
Neha Singh
Neha Singh
Can fibroid be removed by the laparoscopy?
re: fibroid uterus. by Dr Rahul Pandey - Jun 24th, 2020 5:29 pm
#3
Dr Rahul Pandey
Dr Rahul Pandey
Dear Neha
Yes fibroid can be removed by the laparoscopy. But it will be better if you can send us your ultrasound report.
Post Reply
Name *
Email * Will be hidden from visitors
Your Picture * Limit 2Mb please
 *
Enter verification code Mathematical catpcha image
=
- calculate the result
* - required fields